Duration 3:18

Juma ke khutbe mein kaise baithe | जुमा के ख़ुत्बे में कैसे बैठे | Islahi Articles

1 518 watched
0
84
Published 17 Jun 2021

#Juma #Khutba #Sunnat Juma ke khutbe mein baithne ka tarika Juma ke khutbe mein baithne ke tarike ko lekar do baate khub dekhne milti hai. (1) Khutbe ke waqt jis tarike se kayde mein baithte hai us tarike ko sunnat aur zaruri samjhte hai. (2) pehle khutbe mein adab se baithna aur dusre khutbe mein adab chhodkar raaano (jangho) par dono haath rakhkar baithne ko zaruri samjhte hai. Shariyat mein Jume ke khutbe mein koi khas tarike par baithna sunnat ya zaruri nahi hai. Balki jis tarike mein aasaani aur sahulat ho uske mutabik baithana chahiye. Ha ! Kayde ki halat mein baithene ko ulama ne adab ke khyal se behtar kaha hai. Na ki sunnat ya zaruri. Jaha tak baat hai ek tarike ke bare mein jise Rasulullah ﷺ ne manaee farmayi hai ki "Jab Jume mein imam khutba de tab HABWA (baithne ka ek tarika) se Nabi ﷺ ne manaee farmayi hai. (Abu Dawood Sharif :112) ★HABWA :- Baithak ko zameen se lagakar dono ghutne khade karke dono hath bandhkar baithne ko HABWA kehte hai. Isliye HABWA tarike ke bare bhi ulama ne likha hai ki manaee tab hai jab us tarike se baithne me nind aae jisse khutbe sunne mein dakhal ho to manaee hai aur agar esa kuchh nahi hota to HABWA ki halat mein bhi baithna jayiz hai Khulasa ye hai ki Juma ke khutbe mein koi khas tarika sunnat ya zaruri samjhkar baithna durust nahi. Ha behtar to yahi hai ki kayde ki halat mein baithe. 📘📕📗 (Islahe Aglaat : Silsila no. 367) ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖ रोजाना हदीस, अकाइद की पोस्ट पाने के लिए नीचे दिए गए सोशिअल मिडिया पर फोलो करें। 👇🏻👇🏻👇🏻 Instagram link https://www.instagram.com/islahiarticles/ Facebook page link https://www.facebook.com/Islahi-Articles-102344358557762/ Twitter link https://twitter.com/Islahiarticles?s=08 Telegram (Hindi) Hadith- https://t.me/Al_had Masaeel- https://t.me/Aglatu_l_Avaam Telegram (Gujarati) Hadith- https://t.me/Al_Hadish Masaeel- https://t.me/Dinimasaill WhatsApp group link Group-4 https://chat.whatsapp.com/HVOx70qL7XV8yd3VQnczDe Group-5 https://chat.whatsapp.com/Gi2K1hCzCMAGmq891vE82x ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖ ◾Kya Mask Pehankar namaz padh sakte hai ? /watch/cQewQG3RgJNRw ◾Billi ke bare mein Galat manytayein | बिल्ली के बारे में गलत मान्यताएं /watch/MKzFZFVEToBEF ◾Khane ke baad Meetha (sweets) khana kya sunnat hai ? | खाने के बाद मीठा खाने के बारे में । /watch/4uLKRWqg9KjgK ◾Ghar, dukan aur Gaadi me Tabij lagane ke bare mein |घर,दुकान और गाड़ियों में ताबीज लगाने के बारे में /watch/Mr6ZyFJMw99MZ ◾ Ramzan aur Eid ke Chand ke bare mein aham mas'alah | रमज़ान और ईद के चांद के बारे में अहम मसअलह। /watch/oSQqWvNH0nnHq ◾ शबे बरात के पहले मोबाईल मेसेज से माफ़ी मांगने के बारे में | Shab-e-barat par maafi mangna /watch/0_bFiBYSMilSF ◾ उलटे जूते - चप्पल से नुकसान होने के बारे में। /watch/YKKUofriHPziU ◾ दरवाजे की घंटी में अल्लाहु अकबर वगैरह की आवाज वाली बेल लगाने के बारे में। /watch/oA6oyr2jipYjo ◾ सूरज और चंद्र ग्रहण के बारे में गलत धारणाएं। /watch/AtirOvebjqfbr ◾ केले छीलने का सुन्नत तरीका के बारे में। /watch/E9G8qx64HhA48

Category

Show more

Comments - 4